Question: Salam
raat mehfil k baad masjid me isha k jamat hui masjid k andar walay kamray me to awaz aa rhi thi tilawat ki pr bahir portion me nai aa rahi thi.is waja se aakhri rakaat me imam ne 2 sajday kiye or tashahud ki halat me beth gya pr bahir walay muqtadiyon ne sirf aik hi sajda kia or baad me sajda e sahv bhi kia to kia unki namaz ho gai?
aik muqtadi ne imam k salam pherne k baad aik or sajda kia kiun k us ne bhi pehlay aik sajda kia tha or tashahud ki halat me beth gaya tha or baad me sajda e sahv bhi kia. in muqtadion me se kisi ki namaz hui ya kisi ki bhi nai halan k us ne sajda baqi rakaat ada krne se pehle kr lia tha
kindly give me the answer in detail