Question: asslamu alaikum rahamatullhi wa baratuhu,
kya farmate hai ulmaae deen, is masle me ki agar koi sakhs is tarah apni bibi ko kahe ki ham tumhe talaaque de diye, lekin is alfaaz se muraad ki pahle talaaque diye hain, lekin pahle talaque nahi diya gaya, sirf jhhut ki niyat se bol raha hai, ham talaque de diye, to kya is kaol par talaque waqiye hoga, ki \'\'ham to talaque de diye\'\' lekin pahle talaque nahi diya gaya, to kya ye kaol talaque me sumar hoga,