Question: Assalamu alaikum warahmatullahi wa barakatuhu. zakat ki raqam apnay bhaiyon ya digar relative ko dee ja sakti hai? agar dee ja sakti hai to kya bata kar dena zaroori hai ki ye raqam zakat ki hai ya kuch aur kah kar dee ja sakti hai? meherbani karke rehnumai farmayen. Allah hafiz.