Question: Assalamu Alaikum.. Hazrat farz namaz me kai bar uthne me kohtai ho jati hai kamo ke wajah se late sota hu... hazrat namaze farz agar subah ada karna cahu to kitne baje tak ada kar sakta hu.. eski wajahat farma degea...
Aur mere ek bhai ne sawal pucha tha hazrat ki Unke ghar ki aurte unse kah rahi thi.. ki sabe qadr wale raat.. ko ek namaz hai jisko padhne ka sart hai naha kar padhe aur es halat me ki balo se pani tpakta rhe .. yani naha kar bal n pochy.. wazu krke sabe qabr wale raat namaz padhe.. ye bat sun kar mjhe bhot ajeeb laga .. kya eysi bhi kisi namaz ke padhne ka tarika hai sabe qadr ko hazrat jaha tak mere unhe kh dea eysi koi namaz nahi hai... hazrat rehnumai frma degea...